Here is the best collection of bollywood whatsApp Status with images for whatsapp, facebook, instagram and whatsapp status you can download and share.
Duniya mein aise aise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya..kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye.
Taare Zameen Par

Dost fail ho jaye toh dukh hota hai … lekin dost first aa jaye toh zyada dukh hota hai
3 idiots
Galatiya bhi rishto ki tarah hoti hai … karni nahi padti … ho jaati hai
D-day
Kamayab hone k liye nahi, Kabil hone k liye padho. Success k piche mat bhago, excellence, excellence ka pichha karo. Success jakk maar k tumhare piche aayegi.
3 idiots

Ek baar Jo Maine commitment kar diya, to main apne aap Ki bhi nahi sunta
Wanted
Chinoy Seth, Jinke apne ghar Shishe ke ho wo doosron par patthar nahi feka karte…
Waqt (1965)
Jabhi ek hee zindagi hai, toh do baar kya sochna?
The Dirty Picture
Koshish zaroor kijiyga, kyunki koshishe aksar kamyaab ho jati h lekin vade tud jate h
sharaabi
Ap namak ka haq ada karo, me mitti ka haq ada karta hun.
The Legend of Bhagat Singh
Nah toh mujhe maut ka khauf hai … aur nah hi rab ka yakeen
The Legend of Bhagat Singh
Yeh haath mujhe de de Thaakur!
Sholay
Bade-bade sheheron mein, aisi chhoti-chhoti baatein hoti rehti hain, Senorita.
Diwlale Dulhaniya Le Jayenge
Life bahut choti hai doston … par dil se jiyo toh bahut hai
Ghuzaarish
Zindagi main agar kuch banana ho, kuch hassil karna ho, toh hamesha apne dil ke suno or agar dil bhi jawab naa de to apne aankhein band karke apne maa or baap ka naam lo, phir dekhna har mushkil assan ho jayage, jeet tumhari hoge sirf tumhari !
Kabhi Khushi Kabhi Gam
Yeh musalmaan ka khoon aur yeh hindu ka khoon ab bata muslmaan ka kaun sa aur hindu ka konsa. Agar banane wale ne is main fark nahi kiya toh tu kaun hota hain fark karne wala?
Krantiveer
Bewakoof aur chutiye mein dhaage bhar ka farak hota haiga bhaiya. Dhage ke ingay bewakoof aur ungay, chutiya. Aur jo dhaaga kheeche lo, to kaund haiga bewakoof aur kaund hai chutiya, carod rupiye ka prasan hai bhaiya.
Omkara (2006)
Mohalle ke londo ka pyar aksar doctor engineer utha k le jate hain dil chhota na karo bey..
Raanjhanaa (2013)
Ham bhale hi upar wale ko alag alag nam se pukarte he..lekin hamara dharm ek he, hamara majhab ek he…INSANIYAT
Krantiveer
Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.
Shahenshah
Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho
Zanjeer
Jis Patthar ko Hathode aur chhaini ki maar se chot lage wo kabhi murat nahi man sakta.Jis khet ko hal chalne se takleef ho wo kabhi anaaz nahi uga sakta. Jo bachche maa baap ki daant fatkaar par bura maane wo kabhi safal nahi ho sakte.
Suryavansham
Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa.
Laawaris
Aashiq ki tab nahi fat’ti jab mehbooba ki shaadi ho jaye par tab fat’ti hai jab uski khud ki shaadi ho
Raanjhanaa (2013)
College di gate de is taraf hum life ko nachate hai … te duji taraf life humko nachati hai
Rang de Basanti
Aashiq ki tab nahi fat’ti jab mehbooba ki shaadi ho jaye par tab fat’ti hai jab uski khud ki shaadi ho
Raanjhanaa (2013)
Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon.
Trishul
Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho.
Sharaabi
Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain.
Deewar
Hum bhi to roz khatro se khelte hai.
Sholay
Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota –
Chupke Chukpe
Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain.
Mohabbatein
Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta.
Trishul
Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai.
Don
Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain.
Department
Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat?
Sholay
Kallu se Kaalia ka safar shuru.
Kaalia
Daaru peene se liver kharab ho jaata hai.
Satte Pe Satta
Partner, ab bol hi diye ho to dekh lenge.
Sholay
Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko.
Sooryavansham
Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai
Shakti
Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain.
Deewar
Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain.
Sharaabi
Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu
Sarkar Raj
Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu?
Mr Natwarlal
Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta hai
Aakhree Raasta
Ghadi Ghadi drama karta hai, saala
Sholay
Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye?
Namak Haraam
Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha.
Kaalia
I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow!
Namak Halal
Main aur meri tanhaai — aksar ye baatein karte hain…
Silsila
Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai — aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur karta kuch hai.
Agneepath
Ek rahen iir, ek rahen beer, ek rahen patte aur ek rahen hum.
Adaalat
Pagar badao… pandrah sau rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega?
Agneepath
Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raj Aryan haathon me violin aur chehre pe muskaan liye uski ek bhi eenth hilane ke liye kadam nahi rakh sakta
Mohabbatein
Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta hai
Aakhree Raasta
Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain.
Kaalia
Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai.
Hum
You May Also Like
Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai … kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi … kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aati
Jab Tak Hai Jaan
Vaar karna hai toh samne waale ke goal par nahi … samnewaale ke dimag par karo … goal khud-ba-khud ho jayega
Chak De India
Kacha papad, pakka papad
Yaarana
Chain khuli ki main khuli ki chain
Satte Pe Satta
Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?
Amar Akbar Anthony
Jisne pachchees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya darr
Trishul
Eh Kaancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hat ta hai?
Agneepath
Pain is my destiny and I can’t avoid it
Kaala Patthar
pun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota!
Laawaris
Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab, jo roz, anginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ugal deta hai.
Kaala Patthar
Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal.
Coolie
Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara.
Muqaddar Ka Sikander
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi.
Kabhie Kabhie
Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas?
Deewar
Kya karun, mera to dil hi kuch aisa hai, Mausi
Sholay
Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
Deewar
Abey buddah hoga tera baap
Bbuddah Hoga Tera Baap
Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai
Sharaabi
Bahut koshish ki apne dil se aapki mohabbat nikal doon lekin mein hamesha aapse pyaar karta raha. Chaha ki na karoon lekin aisa kyun, kyun aisa?
Shakti
Peter, tum log mujhe wahan dhoond rahe the aur main tumhara yahan intezaar kar raha hun
Deewar
Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?
Amar Akbar Anthony
Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A
Chak De India
Joh apni maa ki izzat nahi karte … main unka baap bankar aata hoon
Once Upon A Time In Mumbaai(2010)
You May Also Like
Jab dost banake kaam ho sakta hai … toh phir dushman kyun banaye?
Raaste ki parwah karoonga toh … manzil bura maan jayegi
Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare
Kaam aisa karo ke Naam ho jaye, Warna Naam aisa karo ke, Naam lete hi Kaam ho jaye
Aadmi halaat bighadane ke liye burre kaam nahi karta … halaat sudhaarne ke liye karta hai
Bas Dua mai yaad Rakhna
Sapne dekho, zaroor dekho … bus unke poore hone ki shart mat rakho
Dilwale Dulhania Le Jaaenge
Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain
Baazigar (1993)
Taareekh pe taareekh milti rahi hai lekin insaaf nahin milta. Milte hai to sirf taareekh
Damini (1993)
Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye-bus, train aur chhokri
Ishq (1997)
Agar kisi cheez ki lat padh jaye … toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai
Once Upon A Time In Mumbaai(2010)
Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai
Once Upon A Time In Mumbaai(2010)
Usne mujhe apna naam bataya, lekin main apko uska naam nai bataunga kyon ki aksar log naam mein mazhaab dhundh lete hai.
A Wednesday
Ek pair past mein hai teh ek pair future mein hai … tabhi toh hum aaj pe moot rahe hain
Rang De Basanti
Peeche se nahi mardo ki tarah aage se ladoo … woh kya hai, hamari hockey mein chakke nahi hote
Chak De
You May Also Like
Main nahi manta hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai … lekin yeh zaroor manta hoon … ki hum mein kabliyat hai, taqat hai, apne desh ko mahaan banane ki
Swades
Zindagi jeene ke do hi tarike hote hai … ek jo ho raha hai hone do, bardaasht karte jao … ya phir zimmedari uthao usse badalneki
Rang De Basanti
Isse pehle ki Don ka dushman apni pehli chaal chale … Don apni agli chaal chal chuka hota hai
Don 2
Log sunenge to kya kahenge … chutiya aashiqui ke chakkar mein mar gaya, aur laundiya bhi nahi mili
Yeh saali zindagi
India mein artist ki kadar nahi hai … aur India ke baahar, Indian artists ki
Chocolate
Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hai … ek baar khula toh sirf ek tukda nahi kha paoge
Yeh jawaaani hai dewani
Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nhi deti…un cheezon ki nhi, jinki ijaazat zameer nhi deta
Once upon a time in Mumbai

Marenge nhi saale ko, keh ke lenge uski
Gangs of Wasseypur
Jo dar gaya samjho woh mar gaya..hahahaha…
Sholay
Bhagwan ke bahrose mat baitho ,
Kya pata
Woh hamare bharose baitha ho
Manjhi (2015)

Jahan dharm hai na, wahan satya ke liye jagah nahi hai …
aur jahan satya hai, truth hai, wahan dharm ki zaroorat hi nahi hai.
Oh My God!
Beta, tum se na ho paayega
Gangs of Wasseypur
Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku
Devdas (1955)

Sau mein se assi beimaan … phir bhi mera desh mahaan
Yashwant (1997)
Holi kab hai, Kab hai holi?
Sholay (1975)
Gyaan baantna chahiye re…kya tu apne paas rakh ke sada rela hai
LAGE RAHO MUNNA BHAI
Mera Kuchh Samaan, Tumhare Paas Pada Hai
Ijazat
Beehad mein to baagi hote hai, dakait baithte hai parliament mein.
Paan Singh Tomar
Hum sab ek doosre ko dosh de rahe hai … jab ki sachchai yeh hai ki … hum sab hi doshi hai…..
Swades
Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare. Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai
Bobby
Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain
Bazigar

Image credits: Respective owners:
Read Also:
30+ Best 1 Line Status for WhatsApp in Hindi Quotes With Images 2020
Best WhatsApp Status Positive Quotes for Life
50+ Best Attitude Status in Hindi 2020 for WhatsApp
50+ [NEW] WhatsApp Hindi Shayari Image to Download in 2020
Source
Leave a Review